some dwelling thoughts, experienced experiences, felt feelings and instilled views (all without any muddles & debates)
Sunday, January 13, 2008
sm 'shayariyaan' dedicated to "DEEPIKA"
tumhe paane ki chah naa ki hai naa karte hain ,
bas ek nazar mil jaayen - itni dua rakhte hain ,
is jhalak k liye kaho to saari kaaynaat badalte hain ,
itni shiddat se- hum bas yahi iltazaa karte hain .....
-------------------------------------------------------------------
dekho ye log kehne lage hain hame aapka deewana ,
ab ye haal-e-dil bhi kisi gair ko kya batana ,
aap-pe apne ho jaane ka haq bhi nahi hai jatana,
ek jhalak - ek bahana - aur hamesha muskurana,
jaane is ek khwaaish k liye apka kya hai nazranaaa ,
hame to bas aise hi hai ashaaoon k phool sajana ......
--------------------------------------------------------------------
jaane hum-pe hi kyun chaya hai ye asar ,
kyun kis bhanvar main ruk gaya humara safar,
hum unki us muskarahat main gum hain ho gaye ,
bas ek jhalak ki maddhoshi main yun hain kho gaye,
ye kaaynaat bhi samajhti nahi is gaalib ki shiddat ,
aur ye log kehte hain ise "naa-jaayaz mohabbat" !!
-----------------------------------------------------------------------
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
aakhon ki zuban wo samajh nahi pate,
honth hain magar kuch keh nahi pate,
mili na hoti tanhai agar hum kaaton ki jagah phool bichate...
aaj phisli na hoti deepika hamaare haathon se agar ...
hum RADHE ki tarah shaayari kar pate....
Post a Comment